Webstats4U - Free web site statistics
Personal homepage website counter
Free counter rahul gandhi

Wednesday, February 22, 2006

Rahul Gandhi
Rahul Gandhi (born June 19, 1970). He is the son of Smt. Sonia Gandhi and Late Shri Rajiv Gandhi, the grandson of the late Prime Minister of India, Smt. Indira Gandhi, and the great-grandson of the first Prime Minister of India, Shri Jawaharlal Nehru. He won the Amethi Lok Sabha seat in the 2004 parliamentary election from Uttar Pradesh.
Education : M.Phil (Development Economics), educated at Trinity College, Cambridge University.

Comments:
dear rahulji,
aaj condition aisi hai ki 'how r u kehne se pehle darr lagta hai'
najane des aage jaa raha hai ya piche'.
jagah aatank aur tabahi ho rahi hai aur hamare neta log hai ki chunav mein apni-apni party ko jitane ki soch rahe hai.
kisi bhi party ka yeh pratham kartavya hai ki woh party ka baadme pehle des ka soche,balki manushatya ka soche jo ki aaj kal kisi party mein dekhai nahi deta.
mai aape karya se bahot khush hoon aur sochta hoon ki aap bhi aapke papa jaise aache kaam karenge.
muze aapka logonse milna unse baatain karna aur unki nsahaitya karna aacha lagta hai.
mai ek 12th class mein padh raha chatra hoon.mai IIT-JEE ka preparation kar raha hoon kintu samaj sewa hi mere jivan ka lakhya hone ke karan mai bahout bar aapni padhai se deviate hota hoon.
mai sochta hoon ki "we have to change,we need to walk with this new era with new ideas!"
Today i feel that we need a leading personality which will understand every aspect and make good changes.
Jab America mein presidential elections chal rahe the to TV par kaha jaa raha tha ki kya jeet josh ki hogi aur haan jeet josh ki hee ho gayi .
Waise hee hamara des bhi ek joshila netritva chahta hai.
Ajj hamare des mein terrorism sabse badi samasya ho gayi hai kintu yeh sirf waha rehnewale log yaa phir padhe likhe log hee samaz sakthe hai kyonki garibon ko to roz roz marna padh raha hai.
Chunao hone tak hee ya phir bomblast hone par hee hame des ki nahi sochna chahiye balki hame long term soch kar des ki sewa karni chahiye .Iske liye hame shayad dusre des jaise Finland,Scotland mein unka constitution kaisa chalta waha corruption kaise kam hai vagera dekhni ki bhi jaroorat hai.
Mere khayal se hame aaj ke yuva varg ko unite karna chahiye,yeh des yuva varg ko chalane dena chahiye.
Ho sake to hame ek aisa software banana chahiye jo kendra sarkar se lekar aam admi tak sarkar ki har ranniti ko pesh kar sake.Kendra sarkar se nikalne wale har yojna ka vivaran de sake.Ek aisa software jahanse har department ki,har officer ki,sarkar se deejane wali har rashi ka kya hua,kaha tak wah rashi paunchi,uske labhartiyon ka naam pata sab hona chahiye.
mere paas aise kuch aur ideas hai jinko ham sab milkar soch sakte hai.
Mera bas aap se yehi namra niveden hai ki aap apne des ki khatir aapka karya aise hee aacha karte rahe meri subh kamnaiye hai aap ko!
Aur ek ki aap logonko unke karib ja kar unka dard puchenge to woh jaroor aapko uski neeji zindagi mein usse kya takhlif hai bolega.
Ishwar har nek insan ki madad karta hai!
thanks for hearing me.
Yours truly,
Vinod Prabhakar Sonkamble.
 
Post a Comment



<< Home

This page is powered by Blogger. Isn't yours?